Friday, December 10, 2010

Ankahee....

Ankahee reh gayi baatein..
Par wo afsana, byaan karne ki aarzoo bhi nahi hai..

gar, tum ye samjhte ho ki hum wo afsana byaan kar nahi sakte ,
To kuch had tak sahi ho,

Par hum kar sake ya na sake..
Hum wo afsana byaan karna hi nahi chahte..

Ankahee baaton ki ahmiyat kahi hui baato me kahan,
Par tum ye samajh na sake.. Hume hairat hoti hai !

No comments:

Post a Comment